Faça login para habilitar sua assinatura e dê adeus aos anúncios

Fazer login
exibições de letras 294

--MALE--
Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai - 2
Ek nazar mein ek nazar yaar ki
Kya kya kar jaati hai
--FEMALE--
Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai
--MALE--
(Bas ek nazar mein itne nazaare
Dekhe na pehle kabhi) - 2
--FEMALE--
Kaise hote hai yeh dil deewane
Yeh to hum jaane abhi
--MALE--
Chaahat hi dhadkan ko dhadkaati hai
--FEMALE--
Haan, milti hai, jhukti hai, sharmaati hai
--MALE--
Ek nazar mein ek nazar yaar ki
Kya kya kar jaati hai, oh
Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai
--FEMALE--
(Jab se mili hai tumse nigaahen
Kya dil ki haalat kahe) - 2
--MALE--
Ya to kahe hum isko sharaarat
Ya phir mohabbat kahe, oh
--FEMALE--
Samjho to nazar mein bhi samjhaati hai
--MALE--
Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai
--FEMALE--
Ek nazar mein ek nazar pyaar ki
Kya kya kar jaati hai
Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai
--MALE--
Milti hai, jhukti hai, sharmaati hai
Hm hm hm hm hm
--FEMALE--
Sharmaati hai
--MALE--
Hm hm hm hm hm
--FEMALE--
Haan sharmaati hai

Adicionar à playlist Tamanho Cifra Imprimir Corrigir Enviar tradução

Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Udit Narayan and Lata Mangeshkar e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500

Posts relacionados Ver mais no Blog


Opções de seleção