Hazaaron Khwahishein Aisi

Hazaaron khwahishain 'eisee ke har khwahish pe dam nikle
Bohot nikle mere armaan lekin fir bhee kam nikle

Dare kyoon mera qaatil kya rahega uskee gardan par
Wo khoon, jo chashm-e-tar se 'umr bhar yoon dam_ba_dam nikle

Nikalna khuld se aadam ka sunte aayain hain lekin
Bohot be_aabru hokar tere kooche se ham nikle

Bharam khul jaaye zaalim tere qaamat ki daraazee ka
Agar is turra-e-pur_pech-o-kham ka pech-o-kham nikle

Magar likhwaaye koee usko khat, to hamse likhawaaye
Huee subah aur ghar se kaan par rakhkar qalam nikle

Huee is daur mein mansoob mujhse baada_aashaamee
Fir aaya wo zamaana, jo jahaan se jaam-e-jam nikle

Huee jinse tavaqqo khastagee kee daad paane kee
Wo hamse bhee ziyaada khasta-e-tegh-e-sitam nikle

Mohabbat mein naheen hai farq jeene aur marne kaa
Usee ko dekh kar jeete hain jis kaafir pe dam nikle

Zara kar jor seene par ki teer-e-pursitam nikle
Jo wo nikle to dil nikle, jo dil nikle to dam nikle

Khuda ke waaste parda na kaabe se uthaa zaalim
Kaheen 'eisa na ho yaan bhee wohee kaafir sanam nikle

Kahaan maikhaane ka darwaaza 'ghalib' aur kahaan waaiz
Par itana jaante hain kal wo jaata tha ke ham nikle

Hazaaron Khwahishein Aisi

Hazaaron khwahishain 'eisee ke har Khwahish pe barragem nikle
Bohot nikle mar Armaan vazamento fir bhee kam nikle

Atreva-se kyoon mera kya qaatil granizo uskee Gardan par
Wo khoon, jo Chashma-e-tar se 'umr Bhar Yoon dam_ba_dam nikle

Nikalna khuld se hain aayain Adam sintetizador também estava vazando
Bohot be_aabru hokar kooche tere se presunto nikle

Bharam Khul jaaye zaalim tere ki qaamat daraazee também
Agar é Turra-e-pur_pech-o-Kham pech-o-Kham em nikle

Magar likhwaaye koee Usko khat, a Hamse likhawaaye
Huee vapor subah Ghar se Kaan par rakhkar Qalam nikle

Huee é daur mein Mujhse Mansoob baada_aashaamee
Fir aaya wo zamaana, jo jahaan se Station-e-Jam nikle

Huee Jinse tavaqqo khastagee DAAD painéis kee kee
Wo Hamse bhee ziyaada khasta-e-Tegh-e-sitam nikle

Mohabbat mein hai Nahin Farq Jeene marne kaa vapor
Usee ko Dekh kar hain jis kaafir pe barragem jeete nikle

Zara kar jor par fungos teer ki-e-pursitam nikle
Wo jo dil nikle para nikle, jo dil nikle para nikle barragem

Khuda ke waaste na placa se swab uthaa zaalim
Kaheen 'EISA na ho bhee Yaan wohee kaafir sanam nikle

Kahaani maikhaane também darwaaza 'Ghalib' Kahaani vapor waaiz
Par kal wo jaata hain itana jaante tha ke presunto nikle

Composição: